最新搜索

Teri Mitti - B Praak/Arko.lrc

LRC歌词 下载
[00:12.768]Talvaron pe sar vaar diye
[00:20.354]Angaaron mein jism jalaya hai
[00:27.129]Tab jaake ke kahin humne sar pe
[00:34.566]Yeh kesari rang sajaaya hai
[00:42.535]♪~♪
[01:02.640]Aye meri zameen afsoss nahi
[01:05.566]Jo tere liye sau dard sahe
[01:08.484]Mehfooz rahe teri aan sada
[01:11.407]Chaahe jaan meri yeh rahe na rahe
[01:17.376]Aye meri zameen mehboob meri
[01:20.299]Meri nass nass mein tera ishq bahe
[01:23.220]Pheeka na pade kabhi rang tera
[01:26.142]Jismon se nikal ke khoon kahe
[01:29.596]♪~♪
[01:44.205]Teri mitti mein mill jawaan
[01:47.005]Gul banke main khill jawaan
[01:49.927]Itni si hai dil ki aarzoo
[01:56.036]Teri nadiyon mein beh jawaan
[01:58.959]Teri kheton mein lehrawaan
[02:01.614]Itni si hai dil ki aarzoo
[02:07.990]Wo o
[02:31.905]Sarson se bhare khalihaan mere
[02:34.439]Jahaan jhoom ke bhagra paa na saka
[02:37.361]Aabad rahe woh gaaon mera
[02:40.283]Jahaan laut ke wapas jaa na saka
[02:46.392]Ho watna ve
[02:47.720]Mere watna ve
[02:49.048]Tera mera pyar nirala tha
[02:52.236]Kurbaan hua teri asmat pe
[02:54.892]Main kitna naseebon wala tha
[02:58.487]♪~♪
[03:09.682]Teri mitti mein mill jawaan
[03:12.869]Gul banke main khill jawaan
[03:15.791]Itni si hai dil ki aarzoo
[03:21.901]Teri nadiyon mein beh jawaan
[03:24.427]Teri kheton mein lehrawaan
[03:27.615]Itni si hai dil ki aarzoo
[03:36.528]Kesari
[03:45.340]O Heer meri tu hansti rahe
[03:48.262]Teri aankh ghadi bhar nam na ho
[03:51.450]Main marta tha jis mukhde pe
[03:54.373]Kabhi uska ujaala kam na ho
[04:00.481]O maai meri kya fiqr tujhe
[04:03.137]Kyun aankh se dariya behta hai
[04:06.325]Tu kehti thi tera chaand hoon main
[04:09.252]Aur chaand hamesha rehta hai
[04:14.996]Teri mitti mein mill jawaan
[04:17.919]Gul banke main khill jawaan
[04:21.106]Itni si hai dil ki aarzoo
[04:26.950]Teri nadiyon mein beh jawaan
[04:29.872]Teri kheton mein lehrawaan
[04:32.793]Itni si hai dil ki aarzoo
[04:38.638]♪~♪
[05:01.510]Kesari
文本歌词
Talvaron pe sar vaar diye
Angaaron mein jism jalaya hai
Tab jaake ke kahin humne sar pe
Yeh kesari rang sajaaya hai
♪~♪
Aye meri zameen afsoss nahi
Jo tere liye sau dard sahe
Mehfooz rahe teri aan sada
Chaahe jaan meri yeh rahe na rahe
Aye meri zameen mehboob meri
Meri nass nass mein tera ishq bahe
Pheeka na pade kabhi rang tera
Jismon se nikal ke khoon kahe
♪~♪
Teri mitti mein mill jawaan
Gul banke main khill jawaan
Itni si hai dil ki aarzoo
Teri nadiyon mein beh jawaan
Teri kheton mein lehrawaan
Itni si hai dil ki aarzoo
Wo o
Sarson se bhare khalihaan mere
Jahaan jhoom ke bhagra paa na saka
Aabad rahe woh gaaon mera
Jahaan laut ke wapas jaa na saka
Ho watna ve
Mere watna ve
Tera mera pyar nirala tha
Kurbaan hua teri asmat pe
Main kitna naseebon wala tha
♪~♪
Teri mitti mein mill jawaan
Gul banke main khill jawaan
Itni si hai dil ki aarzoo
Teri nadiyon mein beh jawaan
Teri kheton mein lehrawaan
Itni si hai dil ki aarzoo
Kesari
O Heer meri tu hansti rahe
Teri aankh ghadi bhar nam na ho
Main marta tha jis mukhde pe
Kabhi uska ujaala kam na ho
O maai meri kya fiqr tujhe
Kyun aankh se dariya behta hai
Tu kehti thi tera chaand hoon main
Aur chaand hamesha rehta hai
Teri mitti mein mill jawaan
Gul banke main khill jawaan
Itni si hai dil ki aarzoo
Teri nadiyon mein beh jawaan
Teri kheton mein lehrawaan
Itni si hai dil ki aarzoo
♪~♪
Kesari